F:-रमज़ान के महीने का ऊंचा है मर्तबा, अल्लाह रोज़ादारों की सुनता है हर दुआ
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का….(2)
F:-ऐ मोमिनों रमज़ान में रोज़े रखा करो, क़ुरआन और दिल से नमाज़ें पढ़ा करो
लाज़िम है जानो माल का सदक़ा करो अदा, खैरात और ज़कात ग़रीबों को दो सदा
दिल में रखो ग़ुरूर न, रक्खो कोई अना, ख़र्चा करोगे एक तो, पाओगे दस गुना
इस माह को बख़्शी हैं ख़ुदा ने फजीलतें, रहतीं हैं बरसतीं सदा अल्लाह की रहमतें
इस माह में उतारा, ख़ुदा ने क़ुरान है, अहसान मंद जिसके लिए ये जहान है
रमज़ान के सदके में ख़ुशी, ख़ूब पाओगे, मरने के बाद मोमिनों जन्नत में जाओगे
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
F:-इक वाक़या सुनाती हूं,लड़की थी पारसा, दीने नबी पे चलती सबा उसका नाम था
अपनों से बड़ों का किया करती लिहाज़ थी, रोज़े भी रखती और वो पढ़ती नमाज़ थी
जो उसके रिश्तेदार थे, रखते बड़ी जलन, आदत से थे बहुत बुरे,अच्छे न थे चलन
सुन सुन के उनकी बातें परेशान थी सबा, कहती किसी से कुछ नहीं रहती थी ग़मज़दा
अब उसके रिश्तेदारों ने संग में बुरा किया, उसका निकाह एक शराबी से कर दिया
दुल्हन वो बन के आ गई, अब तो ख़ुशी, उसको पता न थी कि कटेगी यूं ज़िन्दगी
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
F:-आमाल थे बहुत बुरे, शौहर ख़राब था, रहता बहुत नशे में वो, पीता शराब था
देखा सबा ने हाल जो सोहर का इस तरह, आँखों से आंसू बहने लगे उसके बेपनाह
गुस्से में भूखी रहती वो खाती न रोटियां, शौहर था करता तंग वो देता था गालियां
पढ़ कर नमाज़ मांगती अल्लाह से दुआ, अल्लाह मेरे शौहर को सही रास्ता दिखा
घर में मेरे चमका दे कोई आफताब सा, शौहर रहे न मेरा ये ,आदी शराब का
मैं चाहती हूं दीन पे गुज़रे ये ज़िन्दगी, शौहर भी मेरा करने लगे तेरी बंदगी
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
F:-कुछ रोज बाद देखो रमजान आगया, हर सिम्त एक नूर का बादल सा छा गया
हर एक मुसलमान के, चेहरे पे थी ख़ुशी, रखना है पहला रोज़ा दिलों में थी बेकली
शौहर जो आया शाम को, पीकर शराब था, बीवी ने बड़े प्यार से, उससे था अब कहा
रमज़ान कल से लग रहा, रोज़े सभी रखो, मस्जिद में जाके रोज़ नमाज़ें अदा करो
अल्लाह के करम से सिलाह इसके पाओगे, न उदास होंगे ना आँशु बहाओगे
अल्लाह बख़्श देगा तुम्हारे गुनाह को, आसान कर देगा मुश्किल वो राहो को
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
F:-शौहर ने कहा ठीक है रोज़ा रक्खूंगा मैं, दिन भर नहीं शराब को बिल्कुल पिऊंगा मैं
इक शर्त है मेरी न सताओगी तुम मुझे, इफ़तारी बाद जाम पिलाओगी तुम मुझे
बोली सबा कि ठीक है वादा निभाऊंगी, इफ़्तार बाद जाम मैं भर के पिलाऊंगी
शौहर ने रोज़ा रख लिया मस्जिद में भी गया हैरान नमाज़ी थे, ये कैसे होगया
आए नमाज़ी पास में, कहने लगे सभी, इस राह से भटकना नहीं अब तुम्हें कभी
मांगी नमाजियों ने थी मिल कर के ये दुआ, मौला शराबी शख़्स का हर ऐब दे छुड़ा
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
F:-बीवी ने अब तो चुपके से ये काम कर दिया, बोतल में अब शराब की सरबत था भर दिया
जो थी शराब नाली में उसने बहाई थी, फिर उसने ज़बीं सजदे में अपनी झुकाई थी
पढ़ के नमाज़ मांगी थी अल्लाह से दुआ, ऐ मौला मैं मजबूर हूं इज़्ज़त मेरी बचा
शौहर से किया वादा मैं कैसे निभाऊंगी, इफ़तारी बाद जाम मैं कैसे पिलाऊंगी
रोज़ा रखा है उसने तो,आदत ख़राब है, हाथों से मेरे आज , पिएगा शराब है
मौला है मेरी इलतिजा तू लाज बचाना, शौहर को बुराई के न रस्ते पे चलाना
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
F:-मग़रिब का वक़्त हो गया इफ़्तार कर लिया, शौहर ने अपनी बीवी से हंस कर के ये कहा
वादा किया था तुमने जो वादा निभाओ तुम, हाथों से मय का जाम मुझे अब पिलाओ तुम
सरबत था जो बोतल में उससे जाम भर लिया बिस्मिल्लाह पढ़ के लाके वो शौहर को देदिया
पीते ही जाम जिस्म में हरकत सी हो गई, दिल उसका मुनव्वर हुआ फैली थी रोशनी
शौहर ने बीवी से कहा कि क्या पिला दिया, पीकर इसे अज़ीब सा होने लगा नशा
कल्बो जिगर को आ गया मेरे सुकून है, अल्लाह की बंदगी का जगा अब जुनून है
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
F:-ऐसा शराबी शख़्स पे,रब का करम हुआ, वो छोड़ के शराब को रस्ते पे आ गया
बीवी से प्यार करता वो लड़ता न झगड़ता, ऐबों से दूर हो गया पढ़ता नमाज़ था
रमज़ान के सदके में ख़ुशी उसको मिल गई, उजड़ा हुआ था बाग़ कली उसमें खिल गई
रहते मियां बीवी ख़ुशी कोई न ग़म रहा, उनको ख़ुदा ने प्यारा सा बेटा अता किया
रमज़ान के रोजों की जो इज़्ज़त न करेगा, दोनों ही जहानो में , परेशान रहेगा
तुम फ़ैज़ न हालात का शिकवा किया करो, हर हाल में रमज़ान के रोज़े रखा करो
ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
कौरस -ये क़िस्सा हक़ीक़त का,रोज़ों की फजीलत का
लेखक :- फैज़ मोहम्मद
F:Ramzan ke mahine ka ooncha hai martabaAllah rozedaaron ki sunta hai har duaYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka… (2)
F:Ae mominon Ramzan mein roze rakha karoQur’an aur dil se namazen padha karoLaazim hai jaano-maal ka sadqa karo adaKhairaat aur zakaat gareebon ko do sadaDil mein rakho guroor na, rakho koi anaKharcha karoge ek to, paoge das gunaIs maah ko bakhshi hai Khuda ne fazilatenRehti hain barasti sada Allah ki rehmatainIs maah mein utara Khuda ne Qur’an haiEhsaan-mand jiske liye ye jahaan haiRamzan ke sadqe mein khushi khoob paogeMarne ke baad mominon jannat mein jaogeYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
F:Ik waqiya sunati hoon, ladki thi paarsaDeen-e-Nabi pe chalti, Saba uska naam thaApnon se badon ka kiya karti lihaaz thiRoze bhi rakhti aur wo padhti namaz thiJo uske rishtedaar the, rakhte badi jalanAadat se the bahut bure, achhe na the chalanSun-sun ke unki baatein pareshaan thi SabaKehti kisi se kuch nahi, rehti thi ghamzadaAb uske rishtedaaron ne sang mein bura kiyaUska nikaah ek sharaabi se kar diyaDulhan wo ban ke aa gayi, ab to khushiUsko pata na thi ke kategi yun zindagiYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
F:Aamaal the bahut bure, shauhar kharaab thaRehta bahut nashe mein wo, peeta sharaab thaDekha Saba ne haal jo shauhar ka is tarahAankhon se aansu behne lage uske bepanahGusse mein bhookhi rehti wo, khaati na rotiyanShauhar tha karta tang, wo deta tha gaaliyanPadh kar namaz maangti Allah se duaAllah mere shauhar ko sahi raasta dikhaGhar mein mere chamka de koi aftaab saShauhar rahe na mera ye aadi sharaab kaMain chahti hoon deen pe guzre ye zindagiShauhar bhi mera karne lage teri bandagiYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
F:Kuch roz baad dekho Ramzan aa gayaHar simt ek noor ka baadal sa chha gayaHar ek musalmaan ke chehre pe thi khushiRakhna hai pehla roza, dilon mein thi bekaliShauhar jo aaya shaam ko, peekar sharaab thaBiwi ne bade pyaar se usse tha ab kahaRamzan kal se lag raha, roze sabhi rakhoMasjid mein jaake roz namazen ada karoAllah ke karam se silaah iske paogeNa udaas honge, na aansu bahaogeAllah bakhsh dega tumhare gunaah koAasaan kar dega mushkil wo raahon koYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
F:Shauhar ne kaha theek hai, roza rakhunga mainDin bhar nahi sharaab ko bilkul piyunga mainIk shart hai meri, na sataogi tum mujheIftaari baad jaam pilaogi tum mujheBoli Saba ke theek hai, wada nibhaungiIftaar baad jaam main bhar ke pilaungiShauhar ne roza rakh liya, masjid mein bhi gayaHairaan namazi the, ye kaise ho gayaAaye namazi paas mein, kehne lage sabhiIs raah se bhatakna nahi ab tumhein kabhiMaangi namaziyon ne milkar ye duaMaula sharaabi shakhs ka har aib de chhudaYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
F:Biwi ne ab to chupke se ye kaam kar diyaBottle mein ab sharaab ki sharbat tha bhar diyaJo thi sharaab naali mein usne bahaayi thiPhir usne zameen sajde mein apni jhukaayi thiPadh ke namaz maangi thi Allah se duaAe Maula main majboor hoon, izzat meri bachaShauhar se kiya wada main kaise nibhaungiIftaari baad jaam main kaise pilaungiRoza rakha hai usne to aadat kharaab haiHaathon se mere aaj, piyega sharaab haiMaula hai meri iltija, tu laaj bachanaShauhar ko buraayi ke na raste pe chalanaYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
F:Maghrib ka waqt ho gaya, iftaar kar liyaShauhar ne apni biwi se hans kar ye kahaWada kiya tha tumne jo, wada nibhao tumHaathon se may ka jaam mujhe ab pilao tumSharbat tha jo bottle mein, usse jaam bhar liyaBismillah padh ke laakar wo shauhar ko de diyaPeete hi jaam jism mein harkat si ho gayiDil uska munawwar hua, phaili thi roshniShauhar ne biwi se kaha ke kya pila diyaPeekar ise ajeeb sa hone laga nashaQalb-o-jigar ko aa gaya mere sukoon haiAllah ki bandagi ka jaga ab junoon haiYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
F:Aisa sharaabi shakhs pe Rab ka karam huaWo chhod ke sharaab ko raste pe aa gayaBiwi se pyaar karta, wo ladta na jhagartaAibon se door ho gaya, padhta namaz thaRamzan ke sadqe mein khushi usko mil gayiUjda hua tha baagh, kali usmein khil gayiRehte miyan-biwi khushi, koi na gham rahaUnko Khuda ne pyaara sa beta ata kiyaRamzan ke rozon ki jo izzat na karegaDono hi jahaano mein pareshaan rahegaTum faiz na haalaat ka shikwa kiya karoHar haal mein Ramzan ke roze rakha karoYe qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Chorus:Ye qissa haqeeqat ka, rozon ki fazilat ka
Top of Form
Writer :- Faiz MohammadBottom of Form