मुझको तो मेरे यार का मुझको तो मेरे यार का जलवा नसीब है
मुझको तो मेरे यार का मुझको तो मेरे यार का जलवा नसीब है
किस्मत का में धनी हु ये रुतबा नसीब है
किस्मत का में धनी हु ये रुतबा नसीब है
कोई अगर सिकंदर हो मुझको गरज है क्या
कोई अगर सिकंदर हो मुझको गरज है क्या
मेने तो अपने यार से जोड़ा नसीब है
मेने तो अपने यार से जोड़ा नसीब है
बदले है भाग मेरे जो तुमने मिला के आंख
बदले है भाग मेरे जो तुमने मिला के आंख
अपना बना के तुमने बदला नसीब है
अपना बना के तुमने बदला नसीब है
हो जाऊं तेरे इश्क में दीवाना इस कदर
हो जाऊं तेरे इश्क में दीवाना इस कदर
दुनिया कहेगी मुझसे ये किसका नसीब है
दुनिया कहेगी मुझसे ये किसका नसीब है
पहचान लेगा यार मेरा लाखो की भीड़ में
पहचान लेगा यार मेरा लाखो की भीड़ में
फूलो की तरह मेरा दिल का नसीब है
फूलो की तरह मेरा दिल का नसीब है
इन मस्त मस्त आँखों से फिर से पिलाइये
इन मस्त मस्त आँखों से फिर से पिलाइये
पीता रहु में उम्र भर मेरा नसीब है
पीता रहु में उम्र भर मेरा नसीब है
क्या पूछते हो मुझसे भला मेरे हाल को
क्या पूछते हो मुझसे भला मेरे हाल को
दिल है शकील उनका दीवाना नसीब है
दिल है शकील उनका दीवाना नसीब है
लेखक :- शकील शाह
Mujhko To Mere Yaar Ka Mujhko To Mere Yaar Ka Jalwa Naseeb Hai
Mujhko To Mere Yaar Ka Mujhko To Mere Yaar Ka Jalwa Naseeb Hai
Kismat Ka Mein Dhani Hoon Ye Rutba Naseeb Hai
Kismat Ka Mein Dhani Hoon Ye Rutba Naseeb Hai
Koi Agar Sikandar Ho Mujhko Garaj Hai Kya
Koi Agar Sikandar Ho Mujhko Garaj Hai Kya
Maine To Apne Yaar Se Joda Naseeb Hai
Maine To Apne Yaar Se Joda Naseeb Hai
Badle Hai Bhaag Mere Jo Tumne Mila Ke Ankh
Badle Hai Bhaag Mere Jo Tumne Mila Ke Ankh
Apna Bana Ke Tumne Badla Naseeb Hai
Apna Bana Ke Tumne Badla Naseeb Hai
Ho Jaun Tere Ishq Mein Deewana Is Kadar
Ho Jaun Tere Ishq Mein Deewana Is Kadar
Duniya Kahegi Mujhse Ye Kiska Naseeb Hai
Duniya Kahegi Mujhse Ye Kiska Naseeb Hai
Pahchan Lega Yaar Mera Lakho Ki Bheed Mein
Pahchan Lega Yaar Mera Lakho Ki Bheed Mein
Phoolo Ki Tarah Mera Dil Ka Naseeb Hai
Phoolo Ki Tarah Mera Dil Ka Naseeb Hai
In Mast Mast Akho Se Fir Se Pilaiye
In Mast Mast Akho Se Fir Se Pilaiye
Peeta Rahu Mein Umra Bhar Mera Naseeb Hai
Peeta Rahu Mein Umra Bhar Mera Naseeb Hai
Kya Puchhte Ho Mujhse Bhala Mere Haal Ko
Kya Puchhte Ho Mujhse Bhala Mere Haal Ko
Dil Hai Shakil Unka Deewana Naseeb Hai
Dil Hai Shakil Unka Deewana Naseeb Hai
Writer :- Shakeel Shah