सखी ऐसे है अपने दर सखी ऐसे है अपने दर बुलाते है मेरे मेरे ख्वाजा
अली के लाल का सदक़ा लुटाते है मेरे ख्वाजा
करम के ऐसे दानी है निराली शान है इनकी
मुकद्दर हम गरीबो का बनाते है मेरे ख्वाजा
खुदा के दीन की पहचान बनके आये भारत में
नबी के दीन का रस्ता दिखाते है मेरे ख्वाजा
मोहम्मद की मोहब्बत है अली हसनेन की दौलत
सभी को अपने दर से ये दिलाते है ये मेरे ख्वाजा
निराली शान है जलवा गरीब सारे जमाने में
मदीने वाले का जलवा दिखाते है मेरे ख्वाजा
सजाते है दीवाने चिश्तिया महफ़िल जहाँ पर भी
वही इमदाद करने खुद ही आते है मेरे ख्वाजा
चलो तारिक दायरे चिश्ती का मंजर सुहाना है
हमे हसनेन का सदक़ा दिलाते है मेरे ख्वाजा
लेखक :- मो. मोबिन
Sakhi Aise Hain Apne Dar, Bulate Khwaja Wale Hain
Ali Ke Laal Ka Sadqa Loot’te Khwaja Wale Hain
Karam Ke Aise Daani Hain, Niraali Shaan Hai Inki
Muqaddar Hum Gareebon Ka Banate Khwaja Wale Hain
Khuda Ke Din Ki Pehchaan Bankar Aaye Duniya Mein
Nabi Ke Deen Ka Raasta Dikhate Khwaja Wale Hain
Laga Dete Hain Thokar Dekh Lo Jis Murde Ko Logon
Use Ek Pal Mein Hi Dekho Jilate Khwaja Wale Hain
Mohammad Ki Mohabbat Hai, Ali-Hasnain Ki Daulat
Sabhi Ko Apne Dar Se Yeh Dilate Khwaja Wale Hain
Niraali Shaan Se Hain Jalwagaar Saare Zamaane Mein
Madeene Wale Ka Jalwa Dikhate Khwaja Wale Hain
Sajate Hain Deewane Chishtyiya Mehfil Jahan Par Bhi
Wahi Imdaad Karne Khud Hi Aate Khwaja Wale Hain
Chalo Tariq Daaire Chisht Ka Manzar Suhaana Hai
Humein Hasnain Ka Sadqa Dilate Khwaja Wale Hain
Writer :- Md. Mobin