M: -हे बाहूबली मेरी नाव चली इसे भव से पार लगा देना
कोरस: -हे बाहूबली मेरी नाव चली इसे भव से पार लगा देना
M: -मुझे लोभ मोह ने घेर लिया कैसे मैं बचूं ये बता देना
कोरस: -मुझे लोभ मोह ने घेर लिया कैसे मैं बचूं ये बता देना
M: -हे बाहूबली मेरी नाव चली
M: -बारह वर्षों तप ध्यान किया तब प्राप्त केवला ज्ञान किया
कोरस: -बारह वर्षों तप ध्यान किया तब प्राप्त केवला ज्ञान किया
M: -श्रवण बेल गोला धाम बना श्रवण बेल गोला
धाम बना तुमने सबका कल्याण किया
कोरस: -हे बाहूबली मेरी नाव चली इसे भव से पार लगा देना
M: -हे बाहूबली मेरी नाव चली
M: -जिनवर मैं श्रावक धर्म से हूँ पर दास आपका जन्म से हूँ
कोरस: -जिनवर मैं श्रावक धर्म से हूँ पर दास आपका जन्म से हूँ
M: -तेरा सच्चा भगत निज कर्म से हूँ तेरा सच्चा भगत
निज कर्म से हूँ मन से मेरे दोष भुला देना
कोरस: -हे बाहूबली मेरी नाव चली इसे भव से पार लगा देना
M: -हे बाहूबली मेरी नाव चली
M: -तेरी भक्ति बिना तो दीन हूं मैं संग तुम जो नही दिशा हीन हूँ मैं
कोरस: -तेरी भक्ति बिना तो दीन हूं मैं संग तुम जो नही दिशा हीन हूँ मैं
M: -प्रभुवर अब तेरे आधीन हूँ मैं प्रभुवर अब तेरे
आधीन हूँ मैं मेरी बिगड़ी नाथ बना देना
कोरस: -हे बाहूबली मेरी नाव चली इसे भव से पार लगा देना
M: -हे बाहूबली मेरी नाव चली
लेखक :- सुभाष चंद्र बोस
M: -Hey Bahubali Meri Naav Chali Ise Bhav Se Paar Laga Dena
Chorus: -Hey Bahubali Meri Naav Chali Ise Bhav Se Paar Laga Dena
M: -Mujhe Lobh Moh Ne Gher Liya Kaise Mein Bachu Ye Bata Dena
Chorus: -Mujhe Lobh Moh Ne Gher Liya Kaise Mein Bachu Ye Bata Dena
M: -Hey Bahubali Meri Naav Chali
M: -Barah Varsho Tap Dhyan Kiya Tab Prapt Kevla Gyan Kiya
Chorus: -Barah Varsho Tap Dhyan Kiya Tab Prapt Kevla Gyan Kiya
M: -Shravan Bel Gaula Dhaam Bana Shravan Bel Gaula
Dhaam Bana Tumne Sabka Kalyan Kiya
Chorus: -Hey Bahubali Meri Naav Chali Ise Bhav Se Paar Laga Dena
M: -Hey Bahubali Meri Naav Chali
M: -Jinvar Mein Shravak Dharm Se Hoon Par Daas Apka Janm Se Hoon
Chorus: -Jinvar Mein Shravak Dharm Se Hoon Par Daas Apka Janm Se Hoon
M: -Tera Sachha Bhagat Nij Karm Se Hoon Tera Sachha Bhagat
Nij Karm Se Hoon Man Se Mere Dosh Bhula Dena
Chorus: -Hey Bahubali Meri Naav Chali Ise Bhav Se Paar Laga Dena
M: -Hey Bahubali Meri Naav Chali
M: -Teri Bhakti Bina To Deen Hoon Mein Sang Tum Jo Nahi Disha Hin Hoon Mein
Chorus: -Teri Bhakti Bina To Deen Hoon Mein Sang Tum Jo Nahi Disha Hin Hoon Mein
M: -Prabhuvar Ab Tere Adhin Hoon Mein Prabhuvar Ab Tere
Adhin Hoon Mein Meri Bigadi Nath Bana Dena
Chorus: -Hey Bahubali Meri Naav Chali Ise Bhav Se Paar Laga Dena
M: -Hey Bahubali Meri Naav Chali
Writer :- Subhash Chandra Bose