तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई

घटा जब ग़म की थी छाई घटा जब ग़म की थी छाई
तो मैं तन्हाई में रोई तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
मेरी चुनरी सरकती थी मेरे कंगन खनकते थे
मेरी आंखों से हरदम ही बहुत आंसू बरसते थे

कहीं बाजी जो शहनाई कहीं बाजी जो शहनाई
तो मैं तन्हाई में रोई तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
तुम्हारे साथ जो गुज़रे वो लम्हे याद आते थे
तुम्हारी याद के मौसम बहुत मुझको रुलाते थे

हुई जब मेरी रुसवाई हुई जब मेरी रुसवाई तो मैं तन्हाई में रोई
तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
सितम सहकर न हाले दिल किसी को भी बताया था
मेरे ख़्वाबों में आ कर के बहुत तुमने सताया था

तसल्ली दिल ने न पाई तसल्ली दिल ने न पाई
तो मैं तन्हाई में रोई तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
बदलने से जुदाई का नहीं मौसम बदलता था
तुम्हारे ग़म में रो कर फ़ैज़ मेरा दम निकलता था

चली थी जब भी पुरवाई चली थी जब भी पुरवाई
तो मैं तन्हाई में रोई तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
तुम्हारी याद जब आयी तो मैं तन्हाई में रोई
लेखक :- फैज़ मोहम्मद
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi

Ghata Jab Gam Ki Thi Chhayi Ghata Jab Gam Ki Thi Chhayi
To Mein Tanhayi Mein Royi Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Meri Chunari Sarakti Thi Mere Kangan Khankte The
Meri Ankho Se Hardam Hi Bahut Aansu Baraste The

Kahi Baaji Jo Shahnayi Kahi Baaji Jo Shahnayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhare Sath Jo Gujre Wo Lamhe Yaad Aate The
Tumhari Yaad Ke Mausam Bahut Mujhko Rulaate The

Hui Jab Meri Ruswayi Hui Jab Meri Ruswayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Sitam Sahkar Na Hale Dil Kisi Ko Bhi Btaya Tha
Mere Khwabo Mein Aa Karke Bahut Tumne Sataya Tha

Tasalli Dil Ne Na Payi Tasall Dil Ne Na Payi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Badalne Se Judai Ka Nahi Mausam Badalta Tha
Tumhare Gam Mein Ro Kar Faiz Mera Dam Nikalta Tha

Chali Thi Jab Bhi Purwayi Chali Thi Jab Bhi Purwayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Tumhari Yaad Jab Aayi To Mein Tanhayi Mein Royi
Writer :- Faiz Mohammad